bahut samay pahle ki bat hai ek larki thi uski maa papa ne use kisi junjle me chor diya lakin us larki ki kismat aachi thi us jungle me ek hathi rhta tha wo bahut he dayalu tha wo us larki ko apne beti ki trah rakhta tha or jab bhi larki ko bhukh lagta wo mandir se dudh le aata or use bare pyar se pilata lakin wo tha to janwar na use lagi ki ab ham ise junjle me thik se nhi rakh payenge to ek din use wo mandir me rakh diya or bhagwan ke kripa se use samay ke raja ke pass koi santan nhi tha to us raja ko santan mil gaya samay ke sath wo bari ho rhi thi or use wo hathi bhi dekhne aata ha lakin wo mil nhi pata tha wo sochta ha ki kyo na ham raja ka ek wafadar bathi ban jau ki ham is bachi se mil sake or waisa he hua wo wafadar hathi ban gya or kuch samay ke bad us hathi ka ek jang me me wo ghayal ho gya lakin khte hai na ki bhagwan ke kripa se sab acha hi hota hai waisa he hua wo thik to ho gya lakin wo jang me nhi ja sakta tha to wo pura time us larki ke sath hi rhta or samay ke sath larki bhi bari ho rhi thi wo bahut sunder thi lakin us raja ka jo bhai tha uski bhi ek beti thi wo bhi sunder to thi lakin utni nhi thi raja ke beti to samajh dar thi lakin uske bhi ki beti thori krur jaisi thi or jante hai na ek to us larki ko uske maa papa ne chor diya tha jab kisat hi sath na de to kya kr sakte hai jis larka se wo pyar krti us sa raja ke chote bhai ki beti bhi pyar krti thi lakin wo larka to raja ke beti se pyar krta tha chote bhi ke bteti ko pyar na mil pane ke karan us larki ne us larka ko he marwane ka socha or use raja ne use dawat pe bulaya hai kh kr buwaya gya or khana me jhar mila diya lakin use milate us hathi ne dek liya khte hai na aadmi se jyada janwar wafadar hota hai us hati ne jab us larka ko khane ko diya gya to us se phle wo kha liya wo larka to bach gya lakin wo hathi chal basa sab ko dukh tha ek acha hati thi sath hi sahi hathi bhi tha phir chan bin kiya gya to pta chala ki raja ne to kisi ko koi dawat pe nhi bulaya tha phir us aadmi ko bulaya gya jis ne us larka ko bulaya tha to phir pta chala ki use raja ke bhai ke beti ne bulwaya hai or use pyar na mil pane ke kran marwana chahti hai to phir raja ne use dand diya phir raja ke beti ki sadi us larka se hua or samay bit ta chala gya or phir raja bhi chal base or phir us rajya ka raja wo larka bna or utne me us larki ka dand khatam ho gya wo un dono ko sukhi nhi dekh pa rhi thi ek din raja or rani ghumne nikle sayad wo rani ka raja ke sth akhri pal tho us larki ne dono pr hamla krwa diya use me raja to bach gya lakin rani chal basi us ke bad us larki ko bhi phansi latakwa diya gya or us raja ne rani ke marne ke bad koi sadi nhi kiya sayad bahut hi ghra pyar tha phir apne rajye ko sambhal ne me pura din lage rhte thi kuch din bad rani ke yad me wo bhi chal baseWriten by Ritik Roshan